Total Pageviews

Abhinav Dhar

Abhinav Dhar
Thats Me...!!!

Monday, September 6, 2010

ek din..!!

dil mera bhi hai,
dard muje bi hota hai.
rota main bi hu,
ansu mere bi nikalte hai.
khwahishe meri bi hai,
par chupa kabhi main bi leta hu.
dil me bolne k liye to hai bohot kuch,
dikhana main bi kabhi chahta hu.
pyaar tume main bohot krta hu,
waqt tumhare sath main bi bitaana chahta hu.
chahte kabhi to suno meri,
main bi tumpe apna haq jataana chahta hu.
dil se tujhe yaad krta hu har pal,
tere sath har lamha rehne ki tamanna puri krna chahta hu.
pyaar hai tere liye is dil me bepanah,
kabi main bi apne liye aisa pyar dekhna chahta hu.
par shayad main tere layak nahi hu,
isliye ek din tere layak banna chahta hu...
ek din tujhse ye sab bolna chahta hu...
ek din tujhe apna dil me chupa pyaar dikhana chahta hu...
aashiq hu tera aur tere liye hi marnaa chahta hu...
aur marte marte sab kuch tere liye chorr jana chahta hu!!

No comments:

Post a Comment